Wednesday, August 31, 2011

आस

हर राही को मंजिल मिले ,
ये जरूरी तो नहीं ,
हर साहिल को किनारा मिले,
जरूरी तो नहीं,
हर सपने को हकीकत मिले,
जरूरी तो नहीं,
हर यादों को मुस्कराहट मिले,
जरूरी तो नहीं ||

 हर कंधे को सहारा मिले,
जरूरी तो नहीं,
हर  दर्द को आंसू मिले,
जरूरी तो नहीं,
हर ज़ज्बात को लब्ज मिले,
जरूरी तो नहीं,
हर  महफ़िल  को सौगात मिले,
जरूरी तो नहीं ||

हर जंग को जीत मिले,
जरूरी तो नहीं,
हर शख्स को प्रीत मिले,
जरूरी तो नहीं ||

हर दिल में तो
कुछ आस होती है ,
हर  आस को ज़िन्दगी मिले,
जरूरी तो नहीं ||


Roobaroo (रूबरूँ)

Har Sham ek baat hoti h,
Mai Akela hota hun aur tanhai se mulakaat hoti h,
Na hi koi sapne hote h,
aur na hi kisi umeed ki koi saugaat hoti h,

Bas har shaam ek baat hoti h ||
Khula Aakash hota h,
Hawaye tej hoti h,
Mai Bas dhalate din ko nihaarta hun,
Aur khud se batein kuchh sansanikhej hoti h ||


Kuchh kalapnao me mai doob jata hun
Kuchh se batiyata hun,
Saaf Aashmaan me sitare kab aa jate hain,
Ye samajh hi nhi pata hun ||

Lekin ye pal bda hi hasin hota h,
Mai kisi aur duniya me hota hun, aur sma rangeen hota h,
Yuhi dekhte - dekhte , lamha dar lamha ,
Ujala andhere me leen hota h,

Har shaam ek baat hoti h,
Mai akela hota hun aur tanhai se mulakaat hoti h ||

कांछा (Desires, Longing)

जब ख्वाइशे मिटती हैं ,
तो दर्द होता है|

जब नजदीकियों का फासला,
एक लम्बा सफ़र होता है ,
जब हर किसी बात का हक़,
एक बीता मंजर होता है |

तो दर्द होता है ,
तो दर्द होता है ||

जब कलकलाहट चुप्पी में बदल जाती है ,
जब मुसकुराहट यादों में खो जाती है ,
जब पुराने पन्नो पर लिखी कहानियां,
आँखों में ओस के बूँद गिराती है |


तो दर्द होता है ,
तो दर्द होता है ||

जब हाथ छूट जाता है ,
हिय भर आता है ,
जब ख्वाइशे मिटती हैं ,
तो दर्द होता है|

जब ख्वाइशे मिटती हैं ,
तो दर्द होता है|

Yarana

Aaj har beete huye pal ka
fasana likh rha hun
har masti me dube kal ka
shamyana likh rha hun
kaise beet gyi ye duniya
bas kuchh hi lamho me
Aaj is kalam se un lamho me bsa
dostana likh rha hun

Man ki chahat hai aaj ye,
gujarta waqt thoda tham jaye
ye sunahre pal
yadein banne me thoda waqt lagaye||

magar hai jor kiska lamho pr,
har pahar hi beet jata hai
sma jati h yadon me
beete palo me basi wo batein 
waqt ke panne palatne pr
Jo yaad aatein h

Maayne dosti ke
mai janta to bahut tha
Tajurba dosti ka
ab ehsaso me hai

zindagi jaisi bhi ho - jahan b ho
gar badal jaye ye zamana
lekin in lamho me bsa
hmesha yaad rhega ye yarana||

Hwa-Mahal

Mere Khwabo me maine,
Apna Sara Jahan Dekha hai,
Har khushi ka Aashiyaan dekha hai,
Har gam ka sma dekha hai,

Mere Khwabo me maine,
Apna Sara Jahan Dekha hai,

Kabhi jeet ka jashn dekha hai,
Kabhi haar ka rosh dekha hai,
kabhi girte ka sahara dekha hai,
kabhi sab kamosh dekha hai,

Mere Khwabo me maine,
Apna Sara Jahan Dekha hai,

Kuchh uljhano ko suljhate dekha hai,
kuchh saltanato ko milte dekha hai,
kuchh khwaisho ko poora kra hai,
To kuchh lamho ke dard ko bhi sahaa hai,

Mere Khwabo me maine,
Apna Sara Jahan Dekha hai.